musicas.mus.br

Letras de músicas - letra de música - letra da música - letras e cifras - letras traduzidas - letra traduzida - lyrics - paroles - lyric - canciones - TU SAPANA HAIN - ABHIJEET - música e letra

Utilize o abecedário abaixo para abrir as páginas de letras dos artistas

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Tu Sapana Hain letra


ya haqeeqat hain mujhko bataa
tu tohfaa hain ya inaayat hain mujhko bataa
aaisa lagat hain maine kahi pehle bhi hain tujhe dekha
tu sapana hain ya haqeeqat hain mujhko bataa
tu tohfaa hain ya inaayat hain mujhko bataa

haseen waadiyon ki khushbu hain tu
parvat ke jharnon ki jhar jhar hain tu
rangeen fizaaaon ka chhalka nasha
dilkash nazaaron ka jaadu hain tu
tu manzil hain ya kaarvaan pehle bhi hain tujhe dekha
tu sapana hain ya haqeeqat hain mujhko bataa
tu tohfaa hain ya inaayat hain mujhko bataa

ghata hain ke zulfen pareshaan hain tu
adaaon se khud apani nadaan hain tu
tu chaand jo raat roshan kare
tammana bhi tu dil ka armaan bhi tu
tu hain pari ya apasara
tu geet hain ek madbhara
pehle bhi hain tujhe dekha
tu sapana hain ya haqeeqat hain mujhko bataa
tu tohfaa hain ya inaayat hain mujhko bataa
aaisa lagta hain maine kahi pehle bhi hain tujhe dekha
tu sapana hain ya haqeeqat hain mujhko bataa
tu tohfaa hain ya inaayat hain mujhko bataa

Abhijeet - Letras

top 30 músicas

©2003 - 2024 - musicas.mus.br